|
Aajood : Pata nahin aisa kya hoa..Kerala ka reservation hi nahin mil raha... saare trains full hain..Black main ticket mil raha hai.. Majood : Kerala ...kya aisa kaam aa gaya ...jo Kerala ka program bun gaya.. Aajood : Ek exam dene jana hai...aur jana bhi bahut zarori hai... Majood : Hmmm...agur aise baat hai tu Shayad main tumhari kuch madad kar sakta hoon.. Aajood : Aap ki bade meherbani hoogi partner ...agur kisi tarah tum mujhe wahan ka ticket dil wa do.. Majood :Yeh ek professor sb ka address lo aur inse kehna ki Majood bhai ne bhaija hai.. yeh tumhari kuch madad zaroor karainge.. (Aajood ko laga ki Majood Bhai kuch KHISAK gaye hain...but Aajood took the address and meet that person and he got the ticket.. Aur Majood Bhai se mila unka shukriya ada karne ko...) Aajood : Yaar kamal ho gaya Majood Bhai...ab tu railway ticket professor sb ke ghar se milne lage..kamal ki baat hai...kya inhone koi part time job start kar di... Majood : Aise baat nahin hai...Professor Sb ki tabiyat achanak kharab ho gaye hai... aur tumhe pata hai ki kerala ke tickets kyon black ho rahe hai....??
Suna hai Ek Sahab bata rahe the ki bahut se teachers/ professors NEW VC sahab ko congrates karne Kerala ja rahe hain...
|